- Traderoon me, upper ki taraf diye gye "Deposit" button per click kijiye. List me se apna desh chuniye, fir vo payment method chuniye jisse aaobe deposit karna chahte hain.
-
Deposit ka amount fill kariye, iske baad niche ki taraf scroll kijiyem agar jarurat ho to adhik jankari darj kijiye aur "Deposit" per click kariye.
- "Confirm" button par click karen.
- Aapko payment ki information nazar aayegi. Sabhi fields note karen aur IMPS app par jaayen.
-
Apne IMPS app mein, step 5 se sabhi zaroori information bharen,fauran payment ke liye IMPS method select karen aur “Continue” par tap karen.
-
Payment poora karne ke baad, receipt ka screenshot len.
Note karen. Check karen ke receipt mein transaction ki saari information hai.
-
Step 5 ke page par vaapas lauten, “Choose files” click karen, aur payment receipt upload karen. “Payment completed” click karen.
- "Payment completed” button par click karen.
- Aapki transaction kaamyaab rahi. Aap "Transaction history" tab mein bhi apne deposit ka status check kar sakte hain.