-
Traderoon me, upper ki taraf diye gye "Deposit" button per click kijiye. List me se apna desh chuniye, fir vo payment method chuniye jisse aaobe deposit karna chahte hain.
-
Deposit ka amount fill kariye, iske baad niche ki taraf scroll kijiyem agar jarurat ho to adhik jankari darj kijiye aur "Deposit" per click kariye.
-
“PayTM” par click karen aur phir “Pay” click karen.
-
Apne PayTM application se QR-code scan karen.
- Apna Paytm Balance select karen aur phir "Pay" click karen. Aapko payment confirm karne vaala message nazar aayega.
- Aap apne transaction ka status "Transaction History" tab mein dekh sakte hain.
Article ke lie feedback submit karen
Bhejen