Aap apne bank card, bank account, e-wallet, or crypto-wallet se funds withdraw kar sakte hain.
Lekin kuch exceptions hain.
Bank card se seedh withdrawals sirf un cards ke liye available hain, jo Ukraine ya Kazakhstan mein available hote hain. Agar aap in countries se nahin hain, to aap apne bank account, e-wallet ya crypto-wallet se withdraw kar sakte hain.
Ham salaah denge ki aap cards se linked bank accounts se withdraw karen. Is tarah funds aapke bank card mein seedhe credit ho jaate hain. Bank account withdrawals sirf tab available hote hain agar aapka bank India, Indonesia, Turkey, Vietnam, South Africa, Meksiko aur Pakistan mein hai.
E-wallets se withdrawals un traders ke liye available hain jinhone wallet ke zariye deposit kiya hai.
Zyaada jaankaari ke liye “Bank account se kaise withdraw karen?”, “E-wallet se kaise withdraw karen?” vaale articles padhen.