CFD ka full form hai Contract For Difference. Ye ek aise mechanics hain, jin mein trader ko assets ki kharidne aur bechne ki keematon mein farq par profit milta hai.
Ye forecast karna hota hai ki asset ki keemat badhegi ya giregi. Agar forecast sahi hai, to trader ko opening aur closing price ke farq ki basis par profit milta hai.
Note karen. CFD mechanics sirf demo account par available hain.