- Screen ke top right corner mein “Deposit” button click karen.
- “Country” section mein “India” select karen aur “Indian Exchanger” payment method. select karen.
- Deposit amount aur apna phone number enter karen aur phir “Deposit” button par click karen.
- Aapko Indian Exchanger ki contact information dikhayi degi. Unhe Telegram ke zariye contact karen.
- Telegram par jaayen aur username @IEchanger ko search karen ya is link ko follow karen. Ye message bhejen “Hi, mujhe apne Binomo account mein funds deposit karne hain." Vo aapko payment details aur instructions bhejenge.
- Account number, account name, aur IFSC code note kar len.
- Banking app par jaayen aur money transfer option select karen. Agle page par“To Bank Account” click karen.
- List se Indian Exchanger ke bank ko select karen. Aap ise IFSC code ke zariye dhoondh sakte hain. Step 6 se mile account number, IFSC code, aur account holder name ko enter karen. “Proceed” par click karen.
- Deposit amount enter karen aur phir “Pay” par click karen. Apna PIN enter karen.
- Receipt aur apna email Indian Exchanger ke saath Telegram par share karen. Iske baad aapke Binomo account mein amount credit kar diya jaayega.
- Transaction ka status dekhne ke liye, screen ke right top corner mein “Deposit” button click karke “Transaction history” tab. par click karen.
- Deposit par click karke status track karen.
Article ke lie feedback submit karen
Bhejen