Agar aap cryptowallets ka use karte hain, toh usse verify karne ke liye aapko uska address hume bhejna hoga taki withdrawals ke liye isse unblock kiya ja sake. Yeh process regular verification process se alag hai, isliye aapko cryptowallet verify karte waqt apni identity confirm karne ki zarurat nahi padegi. Kripya dhyaan dein ki 3rd party wallets ya temporary/single-use wallets ka use allowed nahi hai.
Wahi par agar aap sirf e-wallets ka use karte hain deposit aur withdrawal ke liye, toh aapke payment methods ko verify karne ki zarurat nahi hai. Aapko sirf verification ke dauraan apni identity verify karni hogi.
Aage ke instructions ke liye, Apni pahchaan kaise verify kar sakte hain? article padhen.