Agar aapko password yaad nahin, to aap ek naya password banakar kabhi bhi platform ko access kar sakte hain.
Note karen!
- Aapka password kam se kam 6 characters lamba hona chahiye aur is mein letters aur numbers hone chahiye;
- "Password" aur "Confirm Password" fields match karne chahiye.
Web version users ke liye:
- "Login" section mein “Password yaad nahin” par click karen.
- Vo email address enter karne jiske saath aapka account registered hai aur phir "Bhejen" par click karen.
- Aapko password recovery email milega, usko kholen aur button par click karen.
- Apna naya password banaayen!
Mobile app users ke liye:
- “Sign in” par click karen.
- "Password reset karen" par click karen. Vo email address enter karen jiske saath aapko account registered hai, aur phir "Password reset karen" par click karen.
- Aapko password recovery letter milega, ise kholen aur button par click karen. Nayaa password banaayen.
Note karen.Agar aapko password recovery letter nahin milta hai, to check karen ki aapne sahi email address enter kiya hai aur apna spam folder check karen.