Jab aap deposit karenge, to ise “Pending” status assign kiya jaayega. Iska matlab hai ki payment provider aapke transaction ko filhaal process kar raha hai. Har provider ka apna processing period hota hai.
Apne pending deposit ke average aur maximum transaction processing time pata karne ke liye in steps ko follow karen:
-
Screen ke top right corner mein apni profile picture click karke menu se “Cashier” tab choose karen. Phir “Transaction history” tab par click karen. Mobile app users ke liye: Left side menu kholen, “Balance” section choose karen.
-
Transaction ke processing time ke baare mein pata karne ke liye apni deposit par click karen.
Note karen. Aamtaur par, payment providers sabhi deposits kuch hi ghanton ke andar process kar dete hain. Maximum transaction processing shayad hi kabhi relevant hota hai aur aise sirf national holidays, payment provider ke rules, etc. ki vajah se hota hai.