Leverage factor ek multiplier hota hai jiska istemaal trading turnover calculate karne ke liye kiya jata hai.
Leverage factor:
- Bonus me nirdeshit hota hai.
- Agar nirdeshit nahi kiya gaya hai, to deposit ki dhan rashi ke 50% se kam vaale bonus ke liye, ye 35 hoga.
- Aur deposit ki dhan rashi ke 50% se zyaada ke bonus ke liye, ye 40 hoga.
Example. Trader $100 jamaa karta hai aur bonus ka istemal karke uska deposit 60% badh jata hai. Yaani, bonus funds mein $60 milte hain. Is maamle mein, bonus deposit amount ke 50% se zyaada hai, isliye leverage factor 40 hoga. Aur trading turnover hoga: $60 * 40 = $2,400.