- Traderoon me, upper ki taraf diye gye "Deposit" button per click kijiye. List me se apna desh chuniye, fir vo payment method chuniye jisse aaobe deposit karna chahte hain.
-
Deposit ka amount fill kariye, iske baad niche ki taraf scroll kijiyem agar jarurat ho to adhik jankari darj kijiye aur "Deposit" per click kariye.
-
Payment poora karne ke liye apne pasand ka method select karen. Aap e-wallet, bank transfer, bank card ke beech chun sakte hain.
Note karen. Aap poori list dekhne ke liye neeche scroll kar sakte hain.
-
Aapna payment method select karen, apni pasand ki currency select karen aur zaroori information bharen.
- Sabhi details enter karne ke baad, neeche scroll karen aur “Confirm and Pay” par click karen. Note karen. Agle steps aapke chune gaye payment method par depend karta hai. Is instruction mein hamne example ke taur par Indian UPI method istemaal kiya hai.
- Apna UPI ID enter karen aur phir “Verify & Pay” click karen. Aapko apne phone par UPI payment request milega. 5 minute ka countdown shuru hoga. Bataye gaye vaqt mein UPI payment ko zaroor poora karen.
-
Aapko apne phone par payment request ka notification milega, “Pay now” par tap karen. Check karen ki sabhi information correct hai aur phir “Pay” par click karen.
- Sabhi details dobara check karen aur phir “Pay now” par click karen. Payment poora karne ke liye apna UPI PIN enter karen.
- Payment kaamyaab raha.
- Transaction ka status dekhne ke liye, “Transaction history” tab par click karen.
Article ke lie feedback submit karen
Bhejen